صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب تفسير القرآن
Kitab: Quran Paak ki tafseer ke bayan mein
باب: {وليضربن بخمرهن على جيوبهن} :
Bab: Ayat «wa l-yadribna bi-khumurihinna ‘ala juyoobihinna» ki tafseer.
Hadith Number: 4758
وقال احمد بن شبيب: حدثنا ابي، عن يونس، قال ابن شهاب: عن عروة، عن عائشة رضي الله عنها، قالت: يرحم الله نساء المهاجرات الاول لما انزل الله: وليضربن بخمرهن على جيوبهن سورة النور آية 31 شققن مروطهن فاختمرن بها"
Aur Ahmad bin Shabib ne byaan kiya , kaha hum se hamare walid Shabib bin Saeed ne byaan kiya , un se Yunus bin Yazid ne , un se Ibn Shihab ne byaan kiya , un se Urwah ne aur un se Aisha razi Allahu anha ne kaha ke Allah in auraton par raham kare jinon ne pehli Hijrat ki thi . Jab Allah Ta'ala ne aayat «wal-yadhribna bi-khumurihinna ala juyoobihinna» ”aur apne dopatte apne seenon par daale raha karein .“ (taake seena aur gala waghaira na nazar aaye) nazil ki , to unhon ne apni chadaron ko phaar kar un ke dopatte bana liye .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة