الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب: {إذ همت طائفتان منكم أن تفشلا والله وليهما وعلى الله فليتوكل المؤمنون} :
Bab: Jab tum mein se do jamaaten aisa irada kar baithtiin thin ke himmat haar den halanke Allah dono ka madadgar tha aur imaan-daron ko to Allah par bharosa rakhna chahiye.
Show diacritics
Hadith Number: 4060
حدثنا موسى بن إسماعيل , عن معتمر , عن ابيه , قال: زعم ابو عثمان انه لم يبق مع النبي صلى الله عليه وسلم في بعض تلك الايام التي يقاتل فيهن , غير طلحة وسعد عن حديثهما".
Hum se Musa Bin Ismail ne bayan kiya, un se Mutamir ne, un se in ke walid ne bayan kiya ke Abu Usman bayan karte thay ke in ghazwat mein se jin mein Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne kuffar se qital kiya. Baaz ghazwa (Uhud) mein ek mauqe par Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ke sath Talha aur Saad ke siwa aur koi baqi nahi reh gaya tha. Abu Usman ne ye baat Talha aur Saad (Radi Allahu Anhuma) se riwayat ki thi
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
سعد بن أبي وقاص الزهري، أبو إسحاقصحابي
طلحة بن عبيد الله القرشي، أبو محمدصحابي
أبو عثمان النهدي، أبو عثمانثقة ثبت
سليمان بن طرخان التيمي، أبو المعتمرثقة
معتمر بن سليمان التيمي، أبو محمدثقة
موسى بن إسماعيل التبوذكي، أبو سلمةثقة ثبت