الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب:
Bab: …
Show diacritics
Hadith Number: Q4024
وعن الزهري , عن محمد بن جبير بن مطعم، عن ابيه، ان النبي صلى الله عليه وسلم، قال في اسارى بدر:" لو كان المطعم بن عدي حيا، ثم كلمني في هؤلاء النتنى لتركتهم له".
Aur isi sanad se marwi hai, un se Muhammad Bin Jubair Bin Mut'im aur un se in ke walid (Jubair Bin Mut'im Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne Badr ke qaidiyon ke mutaliq farmaya tha ”agar Mut'im Bin Adi Radi Allahu Anhu zinda hote aur in paleed qaidiyon ke liye sifarish karte to mein unhein in ke kehne se chor deta.“
.


تخریج الحدیث:
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
جبير بن مطعم القرشي، أبو محمد، أبو سعيد، أبو عديصحابي
محمد بن جبير القرشي، أبو سعيدثقة
محمد بن شهاب الزهري، أبو بكرالفقيه الحافظ متفق على جلالته وإتقانه
Show diacritics
Hadith Number: 4024
وقال الليث: عن يحيى بن سعيد، عن سعيد بن المسيب: وقعت الفتنة الاولى يعني مقتل عثمان فلم تبق من اصحاب بدر احدا، ثم وقعت الفتنة الثانية يعني الحرة، فلم تبق من اصحاب الحديبية احدا، ثم وقعت الثالثة فلم ترتفع وللناس طباخ.
Aur Lais ne Yahya Bin Saeed Ansari se bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Saeed Bin Musayyib ne bayan kiya ke pehla fasad jab barpa hua yani Usman Radi Allahu Anhu ki shahadat ka to is ne ashab-e-Badr mein se kisi ko baqi nahi chora. Phir jab doosra fasad barpa hua yani Harrah ka, to is ne ashab-e-Hudaybiyyah mein se kisi ko baqi nahi chora. Phir teesra fasad barpa hua to wo is waqt tak nahi gaya jab tak logon mein kuch bhi khoobi ya aql baqi thi
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
سعيد بن المسيب القرشي، أبو محمدأحد العلماء الأثبات الفقهاء الكبار
يحيى بن سعيد الأنصاري، أبو سعيدثقة ثبت
الليث بن سعد الفهمي، أبو الحارثثقة ثبت فقيه إمام مشهور