الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب فضائل الصحابة
Kitab: Nabi (S.A.W) ke ashab ki fazeelat
باب مناقب الزبير بن العوام:
Bab: Zubayr bin Awwam Radiallahu Anhu ke fazail ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 3720
حدثنا احمد بن محمد، اخبرنا عبد الله، اخبرنا هشام بن عروة، عن ابيه، عن عبد الله بن الزبير، قال: كنت يوم الاحزاب جعلت انا وعمر بن ابي سلمة في النساء فنظرت فإذا انا بالزبير على فرسه يختلف إلى بني قريظة مرتين او ثلاثا فلما رجعت، قلت: يا ابت رايتك تختلف، قال: او هل رايتني يا بني، قلت: نعم، قال: كان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" من يات بني قريظة فياتيني بخبرهم" , فانطلقت فلما رجعت جمع لي رسول الله صلى الله عليه وسلم ابويه، فقال: فداك ابي وامي".
Hum se Ahmad bin Muhammad ne bayan kiya, kaha hum ko Hisham bin Urwah ne khabar di, unhein in ke walid ne aur in se Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhuma ne bayan kiya ke Jang-e-Ahzab ke mauqay par mujhe aur Umar bin Abi Salamah Radi Allahu Anhuma ko aurton mein chhorh diya gaya tha (kyunke yeh dono hazrat bacche thay) mein ne achanak dekha ke Zubair Radi Allahu Anhu (Aap ke walid) apne ghore par sawar Bani Quraizah (Yahudiyon ke ek qabeele ki) taraf aa ja rahe hain. Do ya teen martaba aisa hua, phir jab mein wahan se wapas aaya to mein ne arz kiya, abba jaan! Mein ne Aap ko kai martaba aate jate dekha. Unhon ne kaha: Bete! Kya waqai tum ne bhi dekha hai? Mein ne arz kiya: Ji haan, unhon ne kaha: Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya tha ke kon hai jo Banu Quraizah ki taraf ja kar in ki (naqal-o-harkat ke mutalliq) ittela mere pas la sake. Is par mein wahan gaya aur jab mein (khabar le kar) wapas aaya to Aap Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne (fart-e-masarrat mein) apne walidain ka ek sath zikr kar ke farmaya ke "mere maan baap tum par fida hon."


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن الزبير الأسدي، أبو بكر، أبو خبيبصحابي
عروة بن الزبير الأسدي، أبو عبد اللهثقة فقيه مشهور
هشام بن عروة الأسدي، أبو المنذر، أبو عبد الله، أبو بكرثقة إمام في الحديث
عبد الله بن المبارك الحنظلي، أبو عبد الرحمنثقة ثبت فقيه عالم جواد مجاهد جمعت فيه خصال الخير
أحمد بن محمد المروزي، أبو العباسثقة حافظ
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
3720
جمع لي رسول الله أبويه فقال فداك أبي وأمي