الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب فضائل الصحابة
Kitab: Nabi (S.A.W) ke ashab ki fazeelat
باب قول النبى صلى الله عليه وسلم: لو كنت متخذا خليلا :
Bab: Nabi Karim ﷺ ka ye farmana ke agar mein kisi ko jaani dost banata to Abu Bakr ko banata.
Show diacritics
Hadith Number: 3670
ثم لقد بصر ابو بكر الناس الهدى وعرفهم الحق الذي عليهم وخرجوا به يتلون وما محمد إلا رسول قد خلت من قبله الرسل إلى الشاكرين سورة آل عمران آية 144".
Aur baad mein Abu Bakr Radi Allahu Anhu ne jo haq aur hidayat ki baat thi woh logon ko samajha di aur un ko batla diya jo un par lazim tha (yani Islam par qaim rehna) aur woh yeh aayat tilawat karte hue bahar aaye "wa ma Muhammadun illa rasulun qad khalat min qablihir-rusul" "Muhammad (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ek Rasool hain aur un se pehle bhi Rasool guzar chuke hain "ash-shakireen" tak.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة