الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المناقب
Kitab: Fazeelaton ke bayan mein
باب علامات النبوة فى الإسلام:
Bab: Nabi Karim ﷺ ke mu’jizaat yani nubuwwat ki nishaniyon ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 3621
فاخبرني ابو هريرة: ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" بينما انا نائم رايت في يدي سوارين من ذهب فاهمني شانهما، فاوحي إلي في المنام ان انفخهما، فنفختهما فطارا، فاولتهما كذابين يخرجان بعدي فكان احدهما العنسي، والآخر مسيلمة الكذاب صاحب اليمامة".
(Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma ne kaha ke) mujhe Abu Hurairah Radi Allahu Anhu ne khabar di ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya tha "Mein soya hua tha ke mein ne (khwab mein) sone ke do kangan apne hathon mein dekhe. Mujhe is khwab se bahut fikr hua, phir khwab mein hi wahi ke zariye mujhe batlaya gaya ke mein un par phoonk maroon. Chunanche jab mein ne phoonk maari to woh dono ud gaye. Mein ne is se yeh tabeer li ke mere baad jhoote nabi honge." Pas in mein se ek to Aswad Ansi hai aur doosra Yamamah ka Musailimah Kazzab tha.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أبو هريرة الدوسيصحابي