الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب أحاديث الأنبياء
Kitab: Anbiya Alaihim-us-Salam ke bayan mein
باب: {أم كنتم شهداء إذ حضر يعقوب الموت} :
Bab: (Yaqoob Alaihis Salam ka bayan) Allah Taala ne (Surah Al-Baqarah mein) farmaya ke“Kya tum us waqt maujood the jab Yaqoob ki maut haazir hui”.
Hadith Number: 3382
حدثنا إسحاق بن منصور اخبرنا عبد الصمد حدثنا عبد الرحمن بن عبد الله عن ابيه عن ابن عمر رضي الله عنهما عن النبي صلى الله عليه وسلم انه قال: «الكريم ابن الكريم ابن الكريم ابن الكريم يوسف ابن يعقوب بن إسحاق بن إبراهيم- عليهم السلام» .
Hum se Ishaq Bin Mansoor ne bayan kiya kaha hum ko Abd-ul-Samad ne khabar di kaha hum se Abd-ul-Rahman Bin Abdullah ne bayan kiya un se in ke walid ne aur un se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Shareef Bin shareef Bin shareef Bin shareef Yusuf Bin Yaqub Bin Ishaq Bin Ibrahim Alaihis Salam thay."
.
.
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة