الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الشهادات
Kitab: Gawahon ke mutaliq masail ka bayan
باب قول الله تعالى: {إن الذين يشترون بعهد الله وأيمانهم ثمنا قليلا} :
Bab: Allah Taala ka (Surah Aal-e-Imran mein) farman ke“jo log Allah ke ahd aur apni qasmon ke zariye thori qeemat hasil karte hain“.
Show diacritics
Hadith Number: 2676
حدثنا بشر بن خالد، حدثنا محمد بن جعفر، عن شعبة، عن سليمان، عن ابي وائل، عن عبد الله رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" من حلف على يمين كاذبا ليقتطع مال رجل او قال اخيه لقي الله وهو عليه غضبان"، وانزل الله عز وجل تصديق ذلك في القرآن إن الذين يشترون بعهد الله وايمانهم ثمنا قليلا سورة آل عمران آية 77. فلقيني الاشعث، فقال: ما حدثكم عبد الله اليوم قلت كذا وكذا، قال: في انزلت.
Hum se Bishr Bin Khalid ne bayan kiya, kaha hum se Muhammad Bin Jafar ne bayan kiya Shuba se, un se Suleman ne, un se Abu Wail ne aur un se Abdullah (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya jo shaks jhooti qasam is liye khaye ke is ke zariya kisi ka mal le sake, ya unhon ne yun bayan kiya ke apne bhai ka mal le sake to wo Allah Ta'ala se is haal mein mile ga ke wo is par ghazab nak ho ga. Allah Ta'ala ne isi ki tasdeeq mein ye ayat nazil farmai ke "Innallazina yashtaruna bi-ahdillahi wa aimanihim samanan qalila" "Jo log Allah ke ahad aur apni (jhooti) qasmon ke zariya mamooli poonji hasil karte hain." Al-khabar phir mujh se Ash'as (Radi Allahu Anhu) ki mulaqat hui to unhon ne poocha ke Abdullah Bin Masood (Radi Allahu Anhu) ne aaj tum logon se kya hadees bayan ki thi. Mein ne un se bayan kar di to Aap ne farmaya ke ye ayat mere hi waqie ke silsile mein nazil hui thi
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أشعث بن قيس الكندي، أبو محمدصحابي
عبد الله بن مسعود، أبو عبد الرحمنصحابي
شقيق بن سلمة الأسدي، أبو وائلمخضرم
سليمان بن مهران الأعمش، أبو محمدثقة حافظ
شعبة بن الحجاج العتكي، أبو بسطامثقة حافظ متقن عابد
محمد بن جعفر الهذلي، أبو عبد الله، أبو بكرثقة
بشر بن خالد العسكري، أبو محمدثقة