الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الصوم
Kitab: Rozay ke masail ka bayan
باب صوم الصبيان:
Bab: Bachon ke roza rakhne ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: Q1960
وقال عمر رضي الله عنه لنشوان في رمضان: ويلك وصبياننا صيام فضربه.
Aur Umar (Radi Allahu Anhu) ne ek nasha baaz se farmaya tha afsos tujh par, tu ne Ramzan mein bhi sharab pi rakkhi hai halankay hamare bache tak bhi roze se hain, phir aap ne is par hadd qayam ki
.


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: 1960
حدثنا مسدد، حدثنا بشر بن المفضل، حدثنا خالد بن ذكوان، عن الربيع بنت معوذ، قالت:" ارسل النبي صلى الله عليه وسلم غداة عاشوراء إلى قرى الانصار، من اصبح مفطرا فليتم بقية يومه، ومن اصبح صائما فليصم، قالت: فكنا نصومه بعد، ونصوم صبياننا، ونجعل لهم اللعبة من العهن، فإذا بكى احدهم على الطعام، اعطيناه ذاك حتى يكون عند الإفطار.
Hum se Musaddad ne bayan kiya, un se Bishr Bin Mufaddal ne bayan kiya, un se Khalid Bin Zakwan ne bayan kiya, un se Rubayyi Bint Muawwidh (Radi Allahu Anha) ne kaha ke Ashura ki subah Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Ansar ke muhallon mein kehla bheja ke subah jis ne kha pi liya ho wo din ka baqi hissa (roza dar ki tarah) poore kare aur jis ne kuch khaya piya na ho wo roze se rahe. Rubayyi ne kaha ke phir baad mein bhi (Ramzan ke roze ki farziyat ke baad) hum is din roza rakhte aur apne bachon se bhi rakhwate thay. Unhein hum oon ka ek khilona de kar behlaye rakhte. Jab koi khane ke liye rota to wahi de dete, yahan tak ke iftar ka waqt aa jata
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
الربيع بنت معوذ الأنصاريةصحابي
خالد بن ذكوان المدني، أبو الحسن، أبو الحسينصدوق حسن الحديث
بشر بن المفضل الرقاشي، أبو إسماعيلثقة ثبت
مسدد بن مسرهد الأسدي، أبو الحسنثقة حافظ