الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب العمرة
Kitab: Umrah ke masail ka bayan
باب متى يحل المعتمر:
Bab: Umrah karne wala ihram se kab nikalta hai?
Show diacritics
Hadith Number: 1793
حدثنا الحميدي، حدثنا سفيان، عن عمرو بن دينار، قال: سالنا ابن عمر رضي الله عن رجل طاف بالبيت في عمرة ولم يطف بين الصفا والمروة، اياتي امراته؟ , فقال: قدم النبي صلى الله عليه وسلم، فطاف بالبيت سبعا، وصلى خلف المقام ركعتين، وطاف بين الصفا والمروة سبعا، وقد كان لكم في رسول الله اسوة حسنة.
Hum se Humaidi ne bayan kiya, un se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya, un se Amr Bin Dinar ne kaha ke hum ne Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) se ek aise shakhs ke bare mein daryaft kiya jo Umrah ke liye Bait Allah ka tawaf to karta hai lekin Safa aur Marwah ki sayee nahi karta, kya wo (sirf Bait Allah ke tawaf ke baad) apni biwi se hambastar ho sakta hai? Unhon ne is ka jawab ye diya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) (Makkah) tashreef laye aur Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Bait Allah ka saat chakron ke sath tawaf kiya, phir Maqam-e-Ibrahim Alaihis Salam ke qareeb do rakat namaz parhi, is ke baad Safa aur Marwah ki saat martaba sayee ki ”aur Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki zindagi tumhare liye behtareen namuna hai.“
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن عمر العدوي، أبو عبد الرحمنصحابي
عمرو بن دينار الجمحي، أبو محمدثقة ثبت
سفيان بن عيينة الهلالي، أبو محمدثقة حافظ حجة
الحميدي عبد الله بن الزبير، أبو بكرثقة حافظ أجل أصحاب ابن عيينة