الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ مَنْ بَاتَ بِذِي الْحُلَيْفَةِ حَتَّى أَصْبَحَ:
Chapter. Passing the night at Dhul-Hulaifa till dawn.
Hadith Number: Q1546
قاله: ابن عمر رضي الله عنهما , عن النبي صلى الله عليه وسلم.
Yeh Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se naqal karte hain .
Hadith Number: 1546
حدثني عبد الله بن محمد، حدثنا هشام بن يوسف، اخبرنا ابن جريج، حدثنا محمد بن المنكدر، عن انس بن مالك رضي الله عنه، قال: صلى النبي صلى الله عليه وسلم:" بالمدينة اربعا وبذي الحليفة ركعتين، ثم بات حتى اصبح بذي الحليفة، فلما ركب راحلته واستوت به اهل".
Hum se Abdullah bin Muhammad Musandi ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Hisham bin Yusuf ne byaan kiya , unhon ne kaha ke mujhe Ibn Juraij ne khabar di , unhon ne kaha ke mujh se Muhammad bin Al-Munkadir ne byaan kiya aur un se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne byaan kiya , unhon ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Madina mein chaar rak'at parhi lekin Zul Hulaifah mein do rak'at ada farmayi phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ne raat wahin guzari . Subah ke waqt jab Aap salla Allahu alaihi wasallam apni sawari par sawar hue to Aap salla Allahu alaihi wasallam ne Labbaik pukari .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 1547
حدثنا قتيبة، حدثنا عبد الوهاب، حدثنا ايوب، عن ابي قلابة، عن انس بن مالك رضي الله عنه ," ان النبي صلى الله عليه وسلم صلى الظهر بالمدينة اربعا، وصلى العصر بذي الحليفة ركعتين، قال: واحسبه بات بها حتى اصبح".
Hum se Qutaibah bin Saeed ne byaan kiya , kaha ke hum se Abdul Wahab ne byaan kiya , ke hum se Ayub Sakhtiyani ne byaan kiya , un se Abu Qilabah ne aur un se Anas bin Malik ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne Madina mein Zohr chaar rak'at parhi lekin Zul Hulaifah mein Asr do rak'at . Unhon ne kaha ke mera khayal hai ke raat subah tak Aap salla Allahu alaihi wasallam ne Zul Hulaifah mein hi guzar di .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة