الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ فَرْضِ مَوَاقِيتِ الْحَجِّ وَالْعُمْرَةِ:
Chapter. The demarcation of Mawaqit for Hajj.
Show diacritics
Hadith Number: 1522
حدثنا مالك بن إسماعيل، حدثنا زهير، قال: حدثني زيد بن جبير، انه اتى عبد الله بن عمر رضي الله عنهما في منزله وله فسطاط وسرادق، فسالته من اين يجوز ان اعتمر؟ قال:" فرضها رسول الله صلى الله عليه وسلم لاهل نجد قرنا، ولاهل المدينة ذا الحليفة، ولاهل الشام , الجحفة".
Hum se Malik bin Ismail ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Zuhair ne byaan kiya , unhon ne kaha ke mujh se Zaid bin Jubair ne byaan kiya ke woh Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ki qiyam gah par hazir hue . Wahan qanat ke saath shamiyana laga hua tha (Zaid bin Jubair ne kaha ke) maine poocha ke kis jagah se Umrah ka ahram baandhna chahiye . Abdullah razi Allahu anhu ne jawab diya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne Najd walon ke liye Qarn , Madina walon ke liye Zul Hulaifah aur Shaam walon ke liye Juhfah muqarrar kiya hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain