الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الزَّكَاة
The Book of Zakat
بَابُ عَلَى كُلِّ مُسْلِمٍ صَدَقَةٌ، فَمَنْ لَمْ يَجِدْ فَلْيَعْمَلْ بِالْمَعْرُوفِ:
Chapter. Every Muslim has to give in charity; and whoever does not find anytingto give, should do all that is good [i.e. enjoin Al-Maruf (Islamic Monotheism, and all that Islam has ordained)].
Show diacritics
Hadith Number: 1445
حدثنا مسلم بن إبراهيم، حدثنا شعبة، حدثنا سعيد بن ابي بردة، عن ابيه، عن جده، عن النبي صلى الله عليه وسلم , قال:" على كل مسلم صدقة، فقالوا: يا نبي الله، فمن لم يجد؟ , قال: يعمل بيده، فينفع نفسه ويتصدق، قالوا: فإن لم يجد؟ , قال: يعين ذا الحاجة الملهوف، قالوا: فإن لم يجد؟ , قال: فليعمل بالمعروف، وليمسك عن الشر فإنها له صدقة".
Hum se Muslim bin Ibrahim ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se Shubah ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se Saeed bin Abi Burdah ne byaan kiya ‘ un se un ke baap Abu Burdah ne un ke dada Abu Musa Ashari se ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke har musalman par sadqa karna zaroori hai . Logon ne poocha ae Allah ke Nabi! Agar kisi ke paas kuch na ho ? Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke phir apne haath se kuch kama kar khud ko bhi nafa puhanchaye aur sadqa bhi kare . Logon ne kaha agar is ki taqat na ho ? Farmaya ke phir kisi haajat mand faryadi ki madad kare . Logon ne kaha agar is ki bhi sakat na ho . Farmaya phir acchi baat par amal kare aur buri baaton se baaz rahe . Is ka yahi sadqa hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain