الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الزَّكَاة
The Book of Zakat
بَابُ صَدَقَةِ السِّرِّ:
Chapter. To give in charity secretly.
Hadith Number: Q1421
وقال ابو هريرة رضي الله عنه: عن النبي صلى الله عليه وسلم ورجل تصدق بصدقة فاخفاها حتى لا تعلم شماله ما صنعت يمينه وقوله: إن تبدوا الصدقات فنعما هي وإن تخفوها وتؤتوها الفقراء فهو خير لكم سورة البقرة آية 271.
Aur Abu Hurairah razi Allahu anhu ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se riwayat kiya ke ”Ek shakhs ne sadqa kiya aur usay is tarah chhupaya ke us ke bayein haath ko khabar nahi hui ke dahne haath ne kya kharch kiya hai“ aur Allah Ta'ala ne farmaya ”Agar tum sadqa ko zahir kar do to yeh bhi accha hai aur agar poshida taur par do aur do fuqara ko to yeh bhi tumhare liye behtar hai aur tumhare gunah mita de ga aur jo kuch tum karte ho Allah us se poori tarah khabardar hai .“