الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
أَبْوَابُ صِفَةِ الصَّلَاةِ
The Book of Adhan (Sufa-tus-Salat)
بَابُ مَا يَقُولُ بَعْدَ التَّكْبِيرِ:
Chapter. What to say after the Takbir.
Show diacritics
Hadith Number: 743
حدثنا حفص بن عمر، قال: حدثنا شعبة، عن قتادة، عن انس،" ان النبي صلى الله عليه وسلم، وابا بكر، وعمر رضي الله عنهما كانوا يفتتحون الصلاة ب الحمد لله رب العالمين سورة الفاتحة آية 2".
Hum se Hafs bin Umar ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Shubah ne Qatadah razi Allahu anhu ke wastay se byaan kiya , unhon ne Anas razi Allahu taala anhu se ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam aur Abu Bakr aur Umar razi Allahu anhuma namaaz «Alhamdu lillahi rabbil aalameen» se shuru karte thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 744
حدثنا موسى بن إسماعيل، قال: حدثنا عبد الواحد بن زياد، قال: حدثنا عمارة بن القعقاع، قال: حدثنا ابو زرعة، قال: حدثنا ابو هريرة، قال:" كان رسول الله صلى الله عليه وسلم يسكت بين التكبير وبين القراءة إسكاتة، قال: احسبه، قال: هنية، فقلت بابي وامي يا رسول الله إسكاتك بين التكبير والقراءة ما تقول، قال: اقول اللهم باعد بيني وبين خطاياي كما باعدت بين المشرق والمغرب، اللهم نقني من الخطايا كما ينقى الثوب الابيض من الدنس، اللهم اغسل خطاياي بالماء والثلج والبرد".
Hum se Musa bin Ismail ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Abdul Wahid bin Ziyad ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Umarah bin Qaaqa ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Abu Zurah ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Abu Hurayrah razi Allahu anhu ne byaan kiya , unhon ne farmaya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam takbeer tahreema aur qiraat ke darmiyan thori der chup rehte thay . Abu Zurah ne kaha main samajhta hoon Abu Hurayrah razi Allahu anhu ne yun kaha ya Rasool Allah! Aap par mere maan baap fida hon . Aap is takbeer aur qiraat ke darmiyan ki khamoshi ke beech mein kya parhte hain ? Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke main parhta hoon «Allahumma baid bayni wa bayna khatayaya kama baadta baynal mashriqi wal maghrib , Allahumma naqqini minal khataya kama yunaqqath thawbul abyad minad danas , Allahumma ighsil khatayaya bil maa i wath thalji wal barad» aye Allah! mere aur mere gunahon ke darmiyan itni doori kar jitni mashriq aur maghrib mein hai . Aye Allah! mujhe gunahon se is tarah paak kar jaise safed kapra mail se paak hota hai . Aye Allah! mere gunahon ko paani , barf aur ole se dho daal .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain