الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَذَانِ
The Book of Adhan
بَابُ تَخْفِيفِ الإِمَامِ فِي الْقِيَامِ وَإِتْمَامِ الرُّكُوعِ وَالسُّجُودِ:
Chapter. The shortening of the Qiyam (standing) by the Imam [in Salat (prayer)] but performing the bowings and the prostrations perfectly.
Show diacritics
Hadith Number: 702
حدثنا احمد بن يونس، قال: حدثنا زهير، قال: حدثنا إسماعيل، قال: سمعت قيسا، قال: اخبرني ابو مسعود، ان رجلا، قال: والله يا رسول الله إني لاتاخر عن صلاة الغداة من اجل فلان مما يطيل بنا، فما رايت رسول الله صلى الله عليه وسلم في موعظة اشد غضبا منه يومئذ، ثم قال:" إن منكم منفرين فايكم ما صلى بالناس فليتجوز، فإن فيهم الضعيف والكبير وذا الحاجة".
Hum se Ahmad bin Yunus ne byaan kiya , kaha ke hum se Zuhayr bin Muawiyah ne byaan kiya , kaha ke hum se Ismail bin Abi Khalid ne byaan kiya , kaha ke main ne Qais bin Abi Hazim se suna , kaha ke mujhe Abu Masood Ansari ne khabar di ke ek shakhs ne kaha ke ya Rasool Allah! qasam Allah ki main subah ki namaaz mein falan ki wajah se der mein jata hoon , kyunke woh namaaz ko bohot lamba kar dete hain , main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ko naseehat ke waqt us din se zyada (kabhi bhi) ghazab naak nahi dekha . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke tum mein se kuch log yeh chahte hain ke (awam ko ibaadat se ya deen se) nafrat dila den , khabardaar tum mein logon ko jo shakhs bhi namaaz parhaye to halki parhaye . Kyunke namaziyon mein kamzor , boorhe aur zaroorat wale sab hi qism ke log hote hain .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain