الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب كَفَّارَاتِ الْأَيْمَانِ
The Book of The Expiation of Unfulfilled Oaths
بَابُ صَاعِ الْمَدِينَةِ:
Chapter. The Sa (measuring unit) of Al-Madina.
Hadith Number: Q6712
ومد النبي صلى الله عليه وسلم وبركته وما توارث اهل المدينة من ذلك قرنا بعد قرن.
Aur Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ka Mudd (ek paimana) aur is mein barkat, aur baad mein bhi Ahl e Madinah ko naslan baad nasl jau Saa aur Mudd wirsa mein mila is ka bayan.
Hadith Number: 6712
حدثنا عثمان بن ابي شيبة، حدثنا القاسم بن مالك المزني، حدثنا الجعيد بن عبد الرحمن، عن السائب بن يزيد، قال:" كان الصاع على عهد النبي صلى الله عليه وسلم، مدا وثلثا بمدكم اليوم"، فزيد فيه: في زمن عمر بن عبد العزيز.
Hum se Usman bin Abi Shaybah ne bayan kiya, kaha hum se Qasim bin Malik Muzni ne bayan kiya, kaha hamase Juaid bin Abd-ul-Rahman ne bayan kiya, in se Saib bin Yazid razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke zamana mein ek Saa tumhare zamana ke Mudd se ek Mudd aur tihayi ke barabar hota thu. Baad mein Umar bin Abd-ul-Aziz ke zamana mein is mein zyadi ki gayi.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 6713
حدثنا منذر بن الوليد الجارودي، حدثنا ابو قتيبة وهو سلم، حدثنا مالك، عن نافع، قال:" كان ابن عمر يعطي زكاة رمضان، بمد النبي صلى الله عليه وسلم، المد الاول، وفي كفارة اليمين، بمد النبي صلى الله عليه وسلم"، قال ابو قتيبة: قال لنا مالك: مدنا اعظم من مدكم، ولا نرى الفضل إلا في مد النبي صلى الله عليه وسلم، وقال لي مالك: لو جاءكم امير فضرب مدا اصغر من مد النبي صلى الله عليه وسلم، باي شيء كنتم تعطون؟ قلت: كنا نعطي بمد النبي صلى الله عليه وسلم، قال: افلا ترى ان الامر إنما يعود إلى مد النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Munzhir bin al-Waleed al-Jaroodi ne bayan kiya , kaha hum se Abu Qutaibah , Salm Shuayri ne bayan kiya , kaha hum se Imam Malik ne , in se Nafi ne bayan kiya ke Ibn Umar razi Allahu anhuma Ramzan ka fitrana Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam hi ke pehle Mudd ke wazan se dete thay aur qasam ka kaf-fara bhi Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke Mudd se hi dete thay . Abu Qutaibah ne isi sanad se bayan kiya ke hum se Imam Malik ne bayan kiya ke hamara Mudd tumhare Mudd se bada hai aur hamare nazdeek tarjeeh sirf Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam hi ke Mudd ko hai . Aur mujh se Imam Malik ne bayan kiya ke agar aisa koi hakim aaya jo Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke Mudd se chhota Mudd muqarrar kar de to tum kis hisab se (sadqa e fitr waghaira) nikaalo ge ? Main ne arz kiya ke aaisi surat mein hum Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam hi ke Mudd ke hisab se fitra nikala karein ge ? Unhon ne kaha ke kya tum dekhte nahi ke muamla hamesha Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam hi ke Mudd ki taraf laut-ta hai .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 6714
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن إسحاق بن عبد الله بن ابي طلحة، عن انس بن مالك، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" اللهم بارك لهم في مكيالهم، وصاعهم، ومدهم".
Hum se Abdullah bin Yusuf Taneesi ne bayan kiya , unhon ne kaha hamain Imam Malik ne khabar di , unhein Ishaq bin Abdullah bin Abi Talha ne aur in se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”Ae Allah! In ke «kayl» paimane mein in ke Saa aur in ke Mudd mein barkat ata farma .“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة