صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الرِّقَاقِ
The Book of Ar-Riqaq (Softening of The Hearts)
بَابُ ذَهَابِ الصَّالِحِينَ:
Chapter. The righteous people will depart (die).
Hadith Number: 6434
حدثني يحيى بن حماد، حدثنا ابو عوانة، عن بيان، عن قيس بن ابي حازم، عن مرداس الاسلمي، قال: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" يذهب الصالحون الاول فالاول، ويبقى حفالة كحفالة الشعير او التمر، لا يباليهم الله بالة"، قال ابو عبد الله: يقال حفالة وحثالة.
Mujh se Yahya bin Hamad ne bayan kiya , kaha hum se Abu Awanah ne bayan kiya , in se Bayaan bin Bishr ne , in se Qays bin Abi Hazim ne aur in se Mirdas Aslami razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”naik log yake baad deegre guzar jayein ge is ke baad jau ke bhousay ya khajoor ke kachre ki tarah kuch log duniya mein reh jayein ge jin ki Allah Paak ko kuch zhara bhi parwa na ho gi .“ Imam Bukhari rahmahullah ne kaha «hufaala-tun» aur «husaala-tun» donon ke ek maani hain .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة