الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاسْتِئْذَانِ
The Book of Asking Permission
بَابُ كَيْفَ يُكْتَبُ الْكِتَابُ إِلَى أَهْلِ الْكِتَابِ:
Chapter. How to write a letter to the people of the Scripture.
Show diacritics
Hadith Number: 6260
حدثنا محمد بن مقاتل ابو الحسن، اخبرنا عبد الله، اخبرنا يونس، عن الزهري، قال: اخبرني عبيد الله بن عبد الله بن عتبة، ان ابن عباس، اخبره، ان ابا سفيان بن حرب، اخبره، ان هرقل ارسل إليه في نفر من قريش وكانوا تجارا بالشام، فاتوه فذكر الحديث، قال: ثم دعا بكتاب رسول الله صلى الله عليه وسلم فقرئ، فإذا فيه:" بسم الله الرحمن الرحيم من محمد عبد الله ورسوله إلى هرقل عظيم الروم السلام على من اتبع الهدى اما بعد".
Hum se Muhammad bin Muqatil Abu al-Hasan ne bayan kiya unhon ne kaha hum ko Abdullah ne khabar di unhon ne kaha hum ko Yunus ne khabar di aur in se Zuhri ne bayan kiya unhein Ubaidullah bin Abdullah bin Utbah ne khabar di unhein Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne khabar di aur unhein Abu Sufyan bin Harb razi Allahu anhu ne khabar di ke Heraclius ne Quraish ke chand afraad ke saath unhein bhi bula bheja yeh log Sham tijarat ki gharaz se gaye thay sab log Heraclius ke paas aaye phir unhon ne waqia bayan kiya ke phir Heraclius ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ka khat mangwaya aur woh parha gaya khat mein yeh likha hua thu. Bismillaah-ir-Rahmaan-ir-Raheem, Muhammad ki taraf se jo Allah ka banda aur is ka Rasool hai (salla Allahu alaihi wasallam). Heraclius Azeem e Room ki taraf, salam ho un par jinon ne hidayat ki ittaba ki. Amma baad!


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain