الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الصَّلَاةِ
The Book of As-Salat (The Prayer)
بَابُ الصَّلاَةِ إِلَى السَّرِيرِ:
Chapter. To offer As-Salat (the prayer) facing a bed.
Show diacritics
Hadith Number: 508
حدثنا عثمان بن ابي شيبة، قال: حدثنا جرير، عن منصور، عن إبراهيم، عن الاسود، عن عائشة، قالت:" اعدلتمونا بالكلب والحمار، لقد رايتني مضطجعة على السرير فيجيء النبي صلى الله عليه وسلم فيتوسط السرير فيصلي، فاكره ان اسنحه، فانسل من قبل رجلي السرير حتى انسل من لحافي".
Hum se Usman bin Abi Shaiba ne bayan kiya , kaha hum se Jarir bin Abdul Hameed ne bayan kiya Mansoor bin Mutamir se , unhon ne Ibrahim Nakhai se , unhon ne Aswad bin Yazid se , unhon ne Aisha raziyallahu anha se aap ne farmaya tum logon ne hum auraton ko kutton aur gadhon ke barabar bana diya . Halanke mein charpayi par leti rehti thi . Aur Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam tashreef laye aur charpayi ke beech mein aa jate ya charpayi ko apne aur qibla ke beech mein kar lete phir namaz parhte . Mujhe aap salla Allahu alaihi wa sallam ke samne para rehna bura maloom hota , is liye mein paenti ki taraf se khisak ke lihaf se bahar nikal jati .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain