الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَدَبِ
The Book of Al-Adab (Good Manners)
بَابُ قَتْلِ الْوَلَدِ خَشْيَةَ أَنْ يَأْكُلَ مَعَهُ:
Chapter. The killing of one’s own children for the fear that they will share his meals.
Hadith Number: 6001
حدثنا محمد بن كثير، اخبرنا سفيان، عن منصور، عن ابي وائل، عن عمرو بن شرحبيل، عن عبد الله، قال: قلت: يا رسول الله، اي الذنب اعظم؟ قال:" ان تجعل لله ندا وهو خلقك" قلت: ثم اي؟ قال:" ان تقتل ولدك خشية ان ياكل معك" قال: ثم اي؟ قال:" ان تزاني حليلة جارك" وانزل الله تصديق قول النبي صلى الله عليه وسلم والذين لا يدعون مع الله إلها آخر سورة الفرقان آية 68 الآية.
Hum se Muhammad bin Kaseer ne bayan kiya, kaha hum ko Sufyan Sawri ne khabar di, unhein Mansoor bin Mutamir ne, unhein Abu Wail ne, unhein Amr bin Sharhabeel ne aur in se Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne bayan kiya ke main ne kaha: ya Rasool Allah! Kaun sa gunah sab se bara hai. Farmaya yeh ke tum Allah Ta'ala ka kisi ko shareek banao haalan ke usi ne tumhein paida kiya hai. Unhon ne kaha phir, is ke baad farmaya yeh ke tum apne larke ko is khauf se qatl karo ke agar zinda raha to tumhari rozi mein shareek ho ga. Unhon ne kaha is ke baad, Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya yeh ke tum apne parosi ki biwi se zina karo. Chunanche Allah Ta'ala ne bhi Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke is irshad ki taeid mein yeh aayat «wal-lazheena laa yad-oona ma-allahi ilaahan aakhara» alkh, nazil ki ke ”aur woh log jo Allah ke siwa kisi doosre mabood ko nahi pukarte aur na woh nahaq kisi ko qatl karte hain aur na woh zina karte hain.“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة