الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الصَّلَاةِ
The Book of As-Salat (The Prayer)
بَابُ الْخَدَمِ لِلْمَسْجِدِ:
Chapter. Servants for the mosque.
Show diacritics
Hadith Number: Q460
وقال ابن عباس: نذرت لك ما في بطني محررا للمسجد يخدمها.
Abdullah bin Abbas raziyallahu anhuma ne Quran ki is ayat nazarat laka ma fi batni muharraran jo aulad mere pet mein hai , ya Allah! mein ne isay tere liye azad chhorne ki nazr mani hai . ke mutalliq farmaya ke masjid ki khidmat mein chhor dene ki nazr mani thi ke woh ta umar is ki khidmat kiya kare ga .


Show diacritics
Hadith Number: 460
حدثنا احمد بن واقد، قال: حدثنا حماد، عن ثابت، عن ابي رافع، عن ابي هريرة،" ان امراة او رجلا كانت تقم المسجد ولا اراه إلا امراة، فذكر حديث النبي صلى الله عليه وسلم انه صلى على قبرها".
Hum se Ahmad bin Waqid ne bayan kiya ke , kaha hum se Hammad bin Zaid ne Thabit Banani ke wastay se , unhon ne Abu Rafe se , unhon ne Abu Hurairah raziyallahu anhu se ke ek aurat ya mard masjid mein jharoo diya karta tha . Abu Rafe ne kaha , mera khayal hai ke woh aurat hi thi . Phir unhon ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam ki hadees naql ki ke aap salla Allahu alaihi wa sallam ne is ki qabr par namaz parhi .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain