الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الطِّبِّ
The Book of Medicine
بَابُ اللَّدُودِ:
Chapter. Al-Ladud (the medicine which is poured or inserted into one side of a patient’s mouth)
Hadith Number: 5709
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا يحيى بن سعيد، حدثنا سفيان، قال: حدثني موسى بن ابي عائشة، عن عبيد الله بن عبد الله، عن ابن عباس، وعائشة ان ابا بكر رضي الله عنه، قبل النبي صلى الله عليه وسلم وهو ميت.
Hum se Ali bin Abdullah Madini ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Yahya bin Saeed Qattan ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan Sawri ne bayan kiya, kaha ke mujh se Musa bin Abi Aisha ne bayan kiya, in se Ubaidullah bin Abdullah ne aur in se Ibn Abbas razi Allahu anhuma aur Aisha razi Allahu anha ne ke Abu Bakr razi Allahu anhu ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki naash e mubarak ko bosa diya.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5710

Hadith Number: 5711

Hadith Number: 5712
قال: وقالت عائشة:" لددناه في مرضه فجعل يشير إلينا ان لا تلدوني، فقلنا كراهية المريض للدواء، فلما افاق، قال: الم انهكم ان تلدوني؟ قلنا كراهية المريض للدواء، فقال: لا يبقى في البيت احد إلا لد، وانا انظر إلا العباس فإنه لم يشهدكم".
(Ubaidullah ne) bayan kiya ke Aisha razi Allahu anha ne kaha hum ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke marz (wafat) mein dawa Aap ke munh mein daali to Aap ne hamain isharah kiya ke dawa munh mein na daalo hum ne khayal kiya ke mareez ko dawa se jo nafrat hoti hai is ki wajah se Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam mana farma rahe hain phir jab Aap ko hosh hua to Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke kyun main ne tumhein mana nahi kiya tha ke dawa mere munh mein na daalo. Hum ne arz kiya ke yeh shayad Aap ne mareez ki dawa se tab-ee nafrat ki wajah se farmaya ho ga. Is par Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke ab ghar mein jitne log is waqt maujood hain sab ke munh mein dawa daali jaye aur main dekhta rahoon ga, albatta Abbas ko chhorr diya jaye kyunke woh mere munh mein daalte waqt maujood na thay, baad mein aaye.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5713
ع) حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، عن الزهري، اخبرني عبيد الله بن عبد الله، عن ام قيس قالت:" دخلت بابن لي على رسول الله صلى الله عليه وسلم وقد اعلقت عليه من العذرة، فقال: على ما تدغرن اولادكن بهذا العلاق، عليكن بهذا العود الهندي، فإن فيه سبعة اشفية: منها ذات الجنب، يسعط من العذرة، ويلد من ذات الجنب، فسمعت الزهري يقول: بين لنا اثنين، ولم يبين لنا خمسة، قلت لسفيان: فإن معمرا يقول: اعلقت عليه؟، قال: لم يحفظ، إنما قال: اعلقت عنه، حفظته من في الزهري ووصف سفيان الغلام يحنك بالإصبع، وادخل سفيان في حنكه إنما يعني رفع حنكه بإصبعه، ولم يقل اعلقوا عنه شيئا.
Hum se Ali bin Abdullah Madini ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan bin Uyaynah ne, in se Zuhri ne, kaha mujhko Ubaidullah bin Abdullah bin Utbah ne khabar di aur unhein Umm Qays razi Allahu anha ne ke main apne ek larke ko le kar Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir hui. Main ne is ki naak mein batti daali thi, is ka halaq dabaya tha kyunke is ko gale ki beemari ho gayi thi Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya tum apne bachon ko ungli se halaq daba kar kyun takleef deti ho yeh ood e hindi lo is mein saat beemariyon ki shifa hai in mein ek zaat-ul-janb (pasli ka waram bhi hai) agar halaq ki beemari ho to is ko naak mein daalo agar zaat-ul-janb ho to halaq mein daalo (ladood karo) Sufyan kehte hain ke main ne Zuhri se suna, Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne do beemariyon ko to bayan kiya baqi paanch beemariyon ko bayan nahi farmaya. Ali bin Abdullah Madini ne kaha main ne Sufyan se kaha, Mamar to Zuhri se yun naqal karta hai «aalaktu anhu» unhon ne kaha ke Mamar ne yaad nahi rakkha. Mujhe yaad hai Zuhri ne yun kaha tha «aalaktu alayhi» aur Sufyan ne is tahneek ko bayan kiya jo bacha ko paidaish ke waqt ki jati hai Sufyan ne ungli halaq mein daal kar apne kauway ko ungli se uthaya to Sufyan ne «aalaq» ka maani bache ke halaq mein ungli daal kar taloo ko uthaya unhon ne yeh nahi kaha «aalikoo anhu shay-an» .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة