الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الصَّلَاةِ
The Book of As-Salat (The Prayer)
بَابُ الشِّعْرِ فِي الْمَسْجِدِ:
Chapter. (What is said about) reciting poetry in the mosque?
Hadith Number: 453
حدثنا ابو اليمان الحكم بن نافع، قال: اخبرنا شعيب، عن الزهري، قال: اخبرني ابو سلمة بن عبد الرحمن بن عوف، انه سمع حسان بن ثابت الانصاري يستشهد ابا هريرة،" انشدك الله، هل سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقول: يا حسان اجب عن رسول الله صلى الله عليه وسلم، اللهم ايده بروح القدس؟ قال ابو هريرة: نعم".
Hum se Abul Yaman Hukm bin Nafi ne bayan kiya ke humein Shoaib bin Abi Hamza ne Zuhri ke wastay se kaha ke mujhe Abu Salama Ismail ya Abdullah Ibn Abdur Rahman bin Awf ne , unhon ne Hassan bin Thabit Ansari raziyallahu anhu se suna , woh Abu Hurairah raziyallahu anhu ko is baat par gawah bana rahe thay ke mein tumhein Allah ka wasta deta hun ke kya tum ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wa sallam ko yeh kehte hue nahi suna tha ke aye Hassan! Allah ke Rasool salla Allahu alaihi wa sallam ki taraf se mushrikeen ko ash’ar mein jawab do aur aye Allah! Hassan ki Rooh ul Quds ke zariye madad kar . Abu Hurairah raziyallahu anhu ne farmaya , haan mein gawah hun . Beshak mein ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam se yeh suna hai .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة