الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الذَّبَائِحِ وَالصَّيْدِ
The Book of Slaughtering and Hunting
بَابُ الْوَسْمِ وَالْعَلَمِ فِي الصُّورَةِ:
Chapter. Branding the faces.
Show diacritics
Hadith Number: 5541
حدثنا عبيد الله بن موسى، عن حنظلة، عن سالم، عن ابن عمر انه كره ان تعلم الصورة، وقال ابن عمر:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم ان تضرب". تابعه قتيبة، حدثنا العنقزي، عن حنظلة، وقال:" تضرب الصورة".
Hum se Ubaidullah bin Musa ne bayan kiya, in se Hanzalah ne, in se Salim ne, in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke woh chehre par nishan lagaane ko napasand karte thay aur Ibn Umar razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ne chehre par maarne se mana kiya hai. Ubaidullah bin Musa ke saath is hadees ko Qutaybah bin Saeed ne bhi riwayat kiya, kaha hum ko Amr bin Muhammad Anqazi ne khabar di, unhon ne Hanzalah se.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 5542
حدثنا ابو الوليد، حدثنا شعبة، عن هشام بن زيد، عن انس، قال:" دخلت على النبي صلى الله عليه وسلم باخ لي يحنكه وهو في مربد له، فرايته يسم شاة، حسبته قال: في آذانها".
Hum se Abu al-Waleed ne bayan kiya, kaha hum se Shubah ne bayan kiya, in se Hisham bin Zayd ne in se Anas razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein apne bhai (Abdullah bin Abi Talha nau-moulud) ko laya taake Aap is ki tahneek farma dein. Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam is waqt oonton ke baare mein tashreef rakhte thay. Main ne dekha ke Aap ek bakri ko daagh rahe thay (Shubah ne kaha ke) main samajhta hoon ke (Hisham ne) kaha ke is ke kaanon ko daagh rahe thay.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain