الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَطْعِمَةِ
The Book of Foods (Meals)
بَابُ الدُّبَّاءِ:
Chapter. Ad-Dubba (gourd).
Show diacritics
Hadith Number: 5433
حدثنا عمرو بن علي، حدثنا ازهر بن سعد، عن ابن عون، عن ثمامة بن انس، عن انس، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم" اتى مولى له خياطا، فاتي بدباء، فجعل ياكله، فلم ازل احبه منذ رايت رسول الله صلى الله عليه وسلم ياكله".
Hum se Amr bin Ali ne bayan kiya , kaha hum se Azhar bin Saad ne bayan kiya , in se Ibn Aun ne , in se Sumama bin Anas ne aur in se Anas razi Allahu anhu ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam apne ek darzi ghulam ke paas tashreef le gaye , phir Aap ki khidmat mein (paka hua) kaddu pesh kiya gaya aur Aap usay (raghbat ke saath) khane lage . Isi waqt se main bhi kaddu pasand karta hoon kyunke main ne usay Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ko khate huay dekha hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain