الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَطْعِمَةِ
The Book of Foods (Meals)
بَابُ النَّفْخِ فِي الشَّعِيرِ:
Chapter. To blow (powdered) barley (to remove the husk).
Show diacritics
Hadith Number: 5410
حدثنا سعيد بن ابي مريم، حدثنا ابو غسان، قال: حدثني ابو حازم، انه سال سهلا:" هل رايتم في زمان النبي صلى الله عليه وسلم النقي؟ قال: لا، فقلت: فهل كنتم تنخلون الشعير؟ قال: لا، ولكن كنا ننفخه".
Hum se Saeed bin Abi Maryam ne bayan kiya , kaha hum se Abu Ghassan (Muhammad bin Mutarrif Laythi) ne bayan kiya , kaha ke mujh se Abu Hazim Salamah bin Dinar ne bayan kiya , unhon ne Sahl bin Saad Saadi razi Allahu anhu se poochha kiya tum ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke zamana mein maida dekha thu ? Unhon ne kaha ke nahi , main ne poochha kiya tum jau ke aate ko chhante thay ? Kaha nahi , balkay hum usay sirf phoonk liya karte thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain