الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَطْعِمَةِ
The Book of Foods (Meals)
بَابُ قَطْعِ اللَّحْمِ بِالسِّكِّينِ:
Chapter. To cut the meat with a knife.
Hadith Number: 5408
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب، عن الزهري، قال: اخبرني جعفر بن عمرو بن امية، ان اباه عمرو بن امية اخبره،" انه راى النبي صلى الله عليه وسلم يحتز من كتف شاة في يده، فدعي إلى الصلاة فالقاها والسكين التي يحتز بها، ثم قام فصلى ولم يتوضا".
Hum se Abu al-Yaman ne bayan kiya , kaha hum ko Shuayb ne khabar di , in se Zuhri ne bayan kiya , unhein Jafar bin Amr bin Umayyah Damri ne khabar di , unhein un ke walid Amr bin Umayyah razi Allahu anhu ne khabar di ke unhon ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ko dekha Aap apne hath se bakri ke shaane ka gosht kaat kar kha rahe thay , phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ko namaz ke liye bulaya gaya to Aap ne gosht aur woh chhurri jis se gosht ki booti kaat rahe thay , daal di aur namaz ke liye khare ho gaye , phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ne namaz parhi aur Aap ne naya wuzu nahi kiya (kyunke Aap pehle hi wuzu kiye huay thay) .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة