الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَطْعِمَةِ
The Book of Foods (Meals)
بَابُ الأَقِطِ:
Chapter. (What is said about) Al-Aqit (dried yoghourt).
Hadith Number: Q5402
وقال حميد: سمعت انسا بنى النبي صلى الله عليه وسلم بصفية، فالقى التمر والاقط والسمن، وقال عمرو بن ابي عمرو: عن انس،" صنع النبي صلى الله عليه وسلم حيسا".
Aur Humayd ne kaha ke main ne Anas razi Allahu anhu se suna ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Safiya razi Allahu anha se nikah kiya to (dawat e walima mein) khajoor , paneer aur ghee rakkha aur Amr bin Abi Amr ne bayan kiya aur in se Anas razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne (khajoor , paneer aur ghee ka) maleeda banaya tha .
Hadith Number: 5402
حدثنا مسلم بن إبراهيم، حدثنا شعبة، عن ابي بشر، عن سعيد، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" اهدت خالتي إلى النبي صلى الله عليه وسلم ضبابا واقطا ولبنا، فوضع الضب على مائدته، فلو كان حراما لم يوضع وشرب اللبن واكل الاقط".
Hum se Muslim bin Ibrahim ne bayan ki , unhon ne kaha hum se Shubah ne bayan kiya , in se Abu Bishr ne , in se Saeed ne aur in se Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke meri khala ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein saahina ka gosht , paneer aur doodh hadiyatan pesh kiya to saahina ka gosht Aap ke dastar-khwan par rakkha gaya aur agar saahina haram hota to Aap ke dastar-khwan par nahi rakkha ja sakta tha lekin Aap ne doodh piya aur paneer khaya .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة