الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النَّفَقَاتِ
The Book of Provision (Outlay)
بَابُ خَادِمِ الْمَرْأَةِ:
Chapter. A servant for one’s wife.
Hadith Number: 5362
حدثنا الحميدي، حدثنا سفيان، حدثنا عبيد الله بن ابي يزيد، سمع مجاهدا، سمعت عبد الرحمن بن ابي ليلى يحدث، عن علي بن ابي طالب،" ان فاطمة عليها السلام اتت النبي صلى الله عليه وسلم تساله خادما، فقال: الا اخبرك ما هو خير لك منه؟ تسبحين الله عند منامك ثلاثا وثلاثين، وتحمدين الله ثلاثا وثلاثين، وتكبرين الله اربعا وثلاثين"، ثم قال سفيان: إحداهن اربع وثلاثون، فما تركتها بعد قيل ولا ليلة صفين، قال: ولا ليلة صفين.
Hum se Abdullah bin Zubayr Humaydi ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan bin Uyaynah ne byaan kiya , kaha hum se Ubaidullah bin Abi Yazid ne byaan kiya , unhon ne Mujahid se suna , unhon ne Abdullah bin Abi Layla se suna , in se Ali bin Abi Talib razi Allahu anhu byaan karte thay ke Fatima razi Allahu anha Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir hui thien aur Aap se ek khadim maanga thu , phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke kiya main tumhein ek aaisi cheez na bata doon jo tumhare liye is se behtar ho . Sote waqt tintees (33) martaba «subhanallah» , tintees (33) martaba «alhamdulillah» aur chauontees (34) martaba «allahu akbar» parh liya karo . Sufyan bin Uyaynah ne kaha ke in mein se ek kalma chauontees baar keh le . Ali razi Allahu anhu ne kaha ke phir main ne in kalmon ko kabhi nahi chhora . In se poocha gaya Jang e Siffeen ki raaton mein bhi nahi ? Kaha ke Siffeen ki raaton mein bhi nahi .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة