الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الطَّلَاقِ
The Book of Divorce
بَابُ الْمَهْرِ لِلْمَدْخُولِ عَلَيْهَا:
Chapter. The Mahr of the lady whose husband entered upon her to consummate his marriage.
Hadith Number: Q5349
وكيف الدخول، او طلقها قبل الدخول والمسيس.
Aur sohbat ke kya maani hain aur dukhool aur masaas se pehle talaq de dene ka hukm (jima karna ya khilwat ho jana) .
Hadith Number: 5349
حدثنا عمرو بن زرارة، اخبرنا إسماعيل، عن ايوب، عن سعيد بن جبير، قال: قلت لابن عمر:" رجل قذف امراته، فقال: فرق نبي الله صلى الله عليه وسلم بين اخوي بني العجلان، وقال: الله يعلم ان احدكما كاذب، فهل منكما تائب؟ فابيا، فقال: الله يعلم ان احدكما كاذب، فهل منكما تائب؟ فابيا، ففرق بينهما"، قال ايوب: فقال لي عمرو بن دينار: في الحديث شيء لا اراك تحدثه، قال: قال الرجل: مالي؟ قال: لا مال لك، إن كنت صادقا، فقد دخلت بها، وإن كنت كاذبا فهو ابعد منك.
Hum se Amr bin Zurarah ne byaan kiya , kaha hum ko Ismail bin Aliyyah ne khabar di , unhein Ayub Sakhtiyani ne aur in se Saeed bin Kabeer ne byaan kiya ke main ne Ibn Umar razi Allahu anhuma se aise shakhs ke baare mein sawal kiya jis ne apni biwi par tohmat lagayi ho to unhon ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne qabila Bani Ajlan ke miyan biwi mein judayi kara di thi aur farmaya tha ke Allah khoob jaanta hai ke tum mein se ek jhoota hai , to kiya woh ruju kare ga ? Lekin donon ne inkar kiya , Aap salla Allahu alaihi wasallam ne dobara farmaya ke Allah khoob jaanta hai usay jo tum mein se ek jhoota hai woh tauba karta hai ya nahi ? Lekin donon ne phir tauba se inkar kiya . Pas Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne in mein judayi kara di . Ayub ne byaan kiya ke mujh se Amr bin Dinar ne kaha ke yahan hadees mein ek cheez aur hai main ne tumhein usay byaan karte nahi dekha . Woh yeh hai ke (tohmat lagaane wale) shohar ne kaha tha ke mera maal (mahr) dilwa dijiye . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is par farmaya ke woh tumhara maal hi nahi raha , agar tum sache bhi ho to tum is se khilwat kar chuke ho aur agar jhoote ho tab to tum ko batauriq e aula kuch na milna chahiye .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة