الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الطَّلَاقِ
The Book of Divorce
بَابُ قَوْلِ اللَّهِ تَعَالَى: {وَلاَ يَحِلُّ لَهُنَّ أَنْ يَكْتُمْنَ مَا خَلَقَ اللَّهُ فِي أَرْحَامِهِنَّ} مِنَ الْحَيْضِ وَالْحَملِ:
Chapter. The Statement of Allah:“And it is not lawful for them to conceal what Allah has created in their wombs." (V.2:228)
Show diacritics
Hadith Number: 5329
حدثنا سليمان بن حرب، حدثنا شعبة، عن الحكم، عن إبراهيم، عن الاسود، عن عائشة رضي الله عنها، قالت: لما اراد رسول الله صلى الله عليه وسلم ان ينفر، إذا صفية على باب خبائها كئيبة، فقال لها:" عقرى او حلقى إنك لحابستنا، اكنت افضت يوم النحر؟ قالت: نعم، قال: فانفري إذا".
Hum se Sulayman bin Harb ne byaan kiya , kaha hum se Shubah bin Hajjaj ne , in se Hakam bin Utbah ne , in se Ibrahim Nakhai ne , in se Aswad bin Yazid ne aur in se Aisha razi Allahu anha ne byaan kiya ke jab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne (Hajjat-ul-Wada mein) kooch ka irada kiya to dekha ke Safiya razi Allahu anha apne khaima ke darwaze par ghamgeen khari hain . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne in se farmaya ke «aqra» ya (farmaya rawi ko shak thu) «halqa» maloom hota hai ke tum hamain rok do gi , kiya tum ne qurbani ke din tawaf kar liya hai ? Unhon ne arz ki ke ji haan . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke phir chalo .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain