الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الطَّلَاقِ
The Book of Divorce
بَابُ: {وَاللاَّئِي يَئِسْنَ مِنَ الْمَحِيضِ مِنْ نِسَائِكُمْ إِنِ ارْتَبْتُمْ}:
Chapter.“And those of your women as have passed the age of monthly courses, for them the Iddah (prescribed period), if you have doubt, (about their periods)...”(V.65:4)
Hadith Number: Q5318
قال مجاهد: إن لم تعلموا يحضن او لا يحضن، واللائي قعدن عن المحيض، واللائي لم يحضن سورة الطلاق آية 4 فعدتهن ثلاثة اشهر سورة الطلاق آية 4.
Yani ”tumhari mutallaqa biwiyon mein se jo haiz aane se mayoos ho chuki hon , agar tumhein shubha ho“ ki tafseer Mujahid ne kaha yani jin auraton ka haal tum ko maloom na ho ke un ko haiz aata hai ya nahi aata . Isi tarah woh auratein jo burhapay ki wajah se haiz se mayoos ho gayi hain . Isi tarah woh auratein jo na-balighi ki wajah se abhi haiz wali hi nahi hui hain . In sab qism ki auraton ki iddat teen mahine hai .