الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ لاَ تُطِيعُ الْمَرْأَةُ زَوْجَهَا فِي مَعْصِيَةٍ:
Chapter. A woman should not obey her husband if he orders her to do something sinful.
Show diacritics
Hadith Number: 5205
حدثنا خلاد بن يحيى، حدثنا إبراهيم بن نافع، عن الحسن هو ابن مسلم، عن صفية، عن عائشة،" ان امراة من الانصار زوجت ابنتها، فتمعط شعر راسها، فجاءت إلى النبي صلى الله عليه وسلم فذكرت ذلك له، فقالت: إن زوجها امرني ان اصل في شعرها، فقال: لا، إنه قدلعن الموصلات".
Hum se Khallad bin Yahya ne byaan kiya , kaha hum se Ibrahim bin Nafi ne , in se Hasan ne woh Muslim ke sahibzade hain , un se Safiya razi Allahu anha ne , un se Aisha razi Allahu anha ne ke qabila Ansar ki ek khatoon ne apni beti ki shadi ki ku . Is ke baad larki ke sar ke baal beemari ki wajah se urr gaye to woh Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huien aur Aap se is ka zikr kiya aur kaha ke is ke shohar ne is se kaha hai ke apne baalon ke saath (doosre masnooi baal) jorre . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is par farmaya ke aisa to hargiz mat kar kyunke masnooi baal sar par rakh ke jo jorre to aise baal jorne waliyon par lanat ki gayi hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain