الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابٌ:
Chapter.
Hadith Number: 5196
حدثنا مسدد، حدثنا إسماعيل، اخبرنا التيمي، عن ابي عثمان، عن اسامة، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" قمت على باب الجنة، فكان عامة من دخلها المساكين واصحاب الجد محبوسون غير ان اصحاب النار قد امر بهم إلى النار، وقمت على باب النار فإذا عامة من دخلها النساء".
Hum se Musaddad ne byaan kiya , unhon ne kaha hum se Ismail ne byaan kiya , kaha ke hamain ko Taymi ne khabar di , unhein Abu Usman ne , unhein Usamah razi Allahu anhu ne aur in se Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke main jannat ke darwaza par khara hua to is mein dakhil hone walon ki aksariyat ghareebon ki thi . Maldar (jannat ke darwaze par hisab ke liye) rok liye gaye thay albatta jahannum walon ko jahannum mein jaane ka hukm de diya gaya thu aur main jahannum ke darwaze par khara hua to is mein dakhil hone wali zyada auratein thien .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة