الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ الْبِنَاءِ بِالنَّهَارِ بِغَيْرِ مَرْكَبٍ وَلاَ نِيرَانٍ:
Chapter. Consummation of marriage during the daytime without a marriage procession or lighting of fires.
Show diacritics
Hadith Number: 5160
حدثني فروة بن ابي المغراء، حدثنا علي بن مسهر، عن هشام، عن ابيه، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" تزوجني النبي صلى الله عليه وسلم، فاتتني امي، فادخلتني الدار، فلم يرعني إلا رسول الله صلى الله عليه وسلم ضحى".
Mujh se Farwah bin Abi al-Maghra ne byaan kiya, kaha hum se Ali bin Mushar ne byaan kiya, un se Hisham bin Urwah ne, un se un ke walid ne aur un se Aisha razi Allahu anha ne byaan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne mujh se shadi ki thi. Meri walda mere paas aayin aur tanha mujhe ek ghar mein dakhil kar diya. Phir mujhe kisi cheez ne khauf nahi dilaya siwaye Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ke ke Aap achanaak hi mere paas chasht ke waqt aa gaye. Aap ne mujh se milap farmaya.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain