الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ مَنْ هَاجَرَ أَوْ عَمِلَ خَيْرًا لِتَزْوِيجِ امْرَأَةٍ فَلَهُ مَا نَوَى:
Chapter. Whoever emigrated or did a good deed with the intention of marrying a woman, then he will be rewarded according to his intentions.
Hadith Number: 5070
حدثنا يحيى بن قزعة، حدثنا مالك، عن يحيى بن سعيد، عن محمد بن إبراهيم بن الحارث، عن علقمة بن وقاص، عن عمر بن الخطاب رضي الله عنه، قال: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" العمل بالنية، وإنما لامرئ ما نوى، فمن كانت هجرته إلى الله ورسوله فهجرته إلى الله ورسوله صلى الله عليه وسلم، ومن كانت هجرته إلى دنيا يصيبها او امراة ينكحها فهجرته إلى ما هاجر إليه".
Hum se Yahya bin Qazah ne byaan kiya , kaha hum se Imam Malik ne byaan kiya , un se Yahya bin Saeed ne , un se Muhammad bin Ibrahim bin Harith ne , un se Alqamah bin Waqqas ne aur un se Umar bin Khattab razi Allahu anhu ne byaan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke amal ka daro-madaar niyat par hai aur har shakhs ko wahi milta hai jis ki woh niyat kare . Is liye jis ki Hijrat Allah aur us ke Rasool ki raza haasil karne ke liye ho , usay Allah aur us ke Rasool ki raza haasil ho gi lekin jis ki Hijrat duniya haasil karne ki niyat se ya kisi aurat se shadi karne ke irada se ho , is ki Hijrat isi ke liye hai jis ke liye us ne Hijrat ki .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة