الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
سورة {عَمَّ يَتَسَاءَلُونَ}:
SURAT AMMA YATASAALUN or AN-NABA (The Great News)
Show diacritics
Hadith Number: Q4935
قال مجاهد: لا يرجون حسابا: لا يخافونه، لا يملكون منه خطابا: لا يكلمونه إلا ان ياذن لهم صوابا حقا في الدنيا وعمل به، وقال ابن عباس: وهاجا: مضيئا، وقال غيره: غساقا غسقت عينه، ويغسق الجرح يسيل كان الغساق والغسيق واحد، عطاء حسابا: جزاء كافيا اعطاني ما احسبني اي كفاني.
Mujahid ne kaha «la yarjoona hisaban» ka maani yeh hai ke woh aamal ke (hisab kitab) se nahi darte . «la yamlikoona minhu khitaban» yani darr ke maarey is se baat na kar sakein ge magar jab un ko baat karne ki ijazat mile gi . «sawaban» yani jis ne duniya mein sachi baat kahi thi is par amal kiya tha . Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne kaha «wahhajan» roshan , chamakta hua . Auron ne kaha «ghas-saqan» , «ghasaqat» , «u-yaynahu» se nikla hai yani is ki aankh tareek ho gayi , isi se hai . «yaghsaqu li-jirahi» yani zakham beh raha hai «ghas-saqun» aur «ghaseequn» donon ka ek hi maani hai yani dozakhiyon ka khoon peep . «ataa'an hisaban» poora badla Arab log kehte hain «aatani ma ahsabani» yani mujh ko itna diya jo kafi ho gaya .