الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {وَإِذَا قِيلَ لَهُمْ تَعَالَوْا يَسْتَغْفِرْ لَكُمْ رَسُولُ اللَّهِ لَوَّوْا رُءُوسَهُمْ وَرَأَيْتَهُمْ يَصُدُّونَ وَهُمْ مُسْتَكْبِرُونَ}:
Chapter. The Statement of Allah:“And when it is said to them: ’Come, so that the Messenger of Allah may ask forgiveness from Allah for you,’ they turn aside their heads, and you would see them turning away their faces in pride.”(V.63:5)
Show diacritics
Hadith Number: Q4904
حركوا استهزءوا بالنبي صلى الله عليه وسلم ويقرا بالتخفيف من لويت.
‏‏‏‏ «lawwa» ka maani yeh hai ke apne sar hansi, thatthe ki raah se hilane lage. Baazon ne «lawwa» par takhfeef wao «lawayta» se parha hai yani sar pher liya.


Show diacritics
Hadith Number: 4904
حدثنا عبيد الله بن موسى، عن إسرائيل، عن ابي إسحاق، عن زيد بن ارقم، قال:" كنت مع عمي، فسمعت عبد الله بن ابي ابن سلول، يقول: لا تنفقوا على من عند رسول الله حتى ينفضوا، ولئن رجعنا إلى المدينة ليخرجن الاعز منها الاذل، فذكرت ذلك لعمي، فذكر عمي للنبي صلى الله عليه وسلم، فدعاني، فحدثته، فارسل إلى عبد الله بن ابي واصحابه، فحلفوا ما قالوا، وكذبني النبي صلى الله عليه وسلم وصدقهم، فاصابني غم لم يصبني مثله قط، فجلست في بيتي، وقال عمي: ما اردت إلى ان كذبك النبي صلى الله عليه وسلم ومقتك، فانزل الله تعالى إذا جاءك المنافقون سورة المنافقون آية 1، قالوا: نشهد إنك لرسول الله، وارسل إلي النبي صلى الله عليه وسلم فقراها، وقال:" إن الله قد صدقك".
Hum se Ubaydullah bin Musa ne byaan kiya, un se Israeel ne byaan kiya, un se Abu Ishaq ne aur un se Zayd bin Arqam razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke main ne apne chacha ke saath tha main ne Abdullah bin Ubayy bin Salool ko kehte suna ke jo log Rasool (salla Allahu alaihi wasallam) ke paas hain un par kuch kharch na karo taake woh muntashir ho jayein aur agar ab hum Madinah wapas laut-te hain to hum mein se jo izzat wale hain un zaleelon ko nikal bahar kar dein ge. Main ne is ka zikr apne chacha se kiya aur unhon ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se kaha jab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne in hi ki tasdeeq kar di to mujhe is ka itna afsos hua ke pehle kabhi kisi baat par na hua ho ga, main gham se apne ghar mein baith gaya. Mere chacha ne kaha ke tumhara kya aisa khayal tha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne tumhein jhutlaya aur tum par khafa huay hain? Phir Allah Ta'ala ne yeh aayat nazil hui «izha jaa-akal munafiqoona qaaloo nash-hadu innaka larasoolullahi» ”jab munafiq Aap ke paas aate hain to kehte hain ke Aap beshak Allah ke Rasool hain“ Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne mujhe bulwa kar is aayat ki tilawat farmayi aur farmaya ke Allah Ta'ala ne tumhari tasdeeq nazil kar di hai.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain