الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ: {يَعِظُكُمُ اللَّهُ أَنْ تَعُودُوا لِمِثْلِهِ أَبَدًا}:
Chapter. The Statement of Allah:“And warns you not to repeat the like of it, forever." (V.24:17)
Show diacritics
Hadith Number: 4755
4385 4385 حدثنا محمد بن يوسف، حدثنا سفيان، عن الاعمش، عن ابي الضحى، عن مسروق، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" جاء حسان بن ثابت يستاذن عليها، قلت: اتاذنين لهذا؟ قالت: اوليس قد اصابه عذاب عظيم، قال سفيان: تعني ذهاب بصره، فقال: حصان رزان ما تزن بريبة وتصبح غرثى من لحوم الغوافل قالت: لكن انت".
Hum se Muhammad bin Yusuf Faryabi ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan Sawri ne byaan kiya , un se Aamash ne , un se Abu al-Duha ne , un se Masrooq ne ke Aisha razi Allahu anha se mulaqat karne ki Hassan bin Sabit razi Allahu anhu ne ijazat chaahi . Main ne arz kiya ke Aap unhein bhi ijazat deti hain (haalan ke unhon ne bhi Aap par tohmat lagane walon ka saath diya tha) is par Aisha razi Allahu anha ne kaha . Kya unhein is ki ek bari saza nahi mili hai . Sufyan ne kaha ke un ka isharah un ke nabina ho jaane ki taraf tha . Phir Hassan ne yeh shair parha . ”afeefa aur bari aqalmand hain ke un ke mutalliq kisi ko koi shubha bhi nahi guzar sakta . Woh ghafil aur paak-daman auraton ka gosht khane se akmal parhez karti hain .“ Aisha razi Allahu anha ne farmaya , lekin tu ne aisa nahi kiya .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain