الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {وَآخَرُونَ اعْتَرَفُوا بِذُنُوبِهِمْ خَلَطُوا عَمَلاً صَالِحًا وَآخَرَ سَيِّئًا عَسَى اللَّهُ أَنْ يَتُوبَ عَلَيْهِمْ إِنَّ اللَّهَ غَفُورٌ رَحِيمٌ}:
Chapter. The Statement of Allah:“And (there are) others who have acknowledged their sins..." (V.9:102)
Hadith Number: 4674
حدثنا مؤمل هو ابن هشام، حدثنا إسماعيل بن إبراهيم، حدثنا عوف، حدثنا ابو رجاء، حدثنا سمرة بن جندب رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم لنا:" اتاني الليلة آتيان، فابتعثاني، فانتهينا إلى مدينة مبنية بلبن ذهب، ولبن فضة، فتلقانا رجال شطر من خلقهم كاحسن ما انت راء، وشطر كاقبح ما انت راء، قالا لهم: اذهبوا فقعوا في ذلك النهر، فوقعوا فيه، ثم رجعوا إلينا، قد ذهب ذلك السوء عنهم، فصاروا في احسن صورة، قالا لي: هذه جنة عدن وهذاك منزلك، قالا: اما القوم الذين كانوا شطر منهم حسن، وشطر منهم قبيح، فإنهم خلطوا عملا صالحا، وآخر سيئا، تجاوز الله عنهم".
Hum se Ishaq bin Ibrahim ne byaan kiya , kaha hum se Abdur Razzaq ne byaan kiya , kaha hum ko Mamar ne khabar di , unhein Zuhri ne , unhein Saeed bin Musayyab ne aur un se un ke walid Musayyab bin Hazn ne ke jab Abu Talib ke intiqal ka waqt hua to Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam un ke paas tashreef le gaye , is waqt wahan Abu Jahl aur Abdullah bin Abi Umayyah baithe huay thay . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne un se farmaya ke (Aap ek baar zaban se kalma) la ilaha illallah keh dijiye main isi ko (Aap ki najat ke liye waseela bana kar) Allah ki bargah mein pesh kar loon ga . Is par Abu Jahl aur Abdullah Abi Umayyah kehne lage: Abu Talib! Kya Aap Abdul Muttalib ke deen se phir jao ge ? Aap salla Allahu alaihi wasallam ne kaha ke ab main Aap ke liye barabar maghfirat ki dua maangta rahoon ga jab tak mujhe is se rok na diya jaye , to yeh aayat nazil hui «ma kana linnabiyyi wallazhina aamanu an yastaghfiroo lilmushrikeena wa lau kanoo uli qurba min ba'adi ma tabayyana lahum annahum as-haabul jaheemi» ke ”Nabi aur iman walon ke liye jaiz nahi ke woh mushrikon ke liye bakhshish ki dua karein . Agarchay woh (mushrikeen) rishta-dar hi kyun na hon . Jab un par yeh zahir ho chuke ke woh (yaqeenan) Ahl e Dozakh se hain .“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة