الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب فَضَائِلِ الصحابة
The Virtues and Merits of The Companions of The Prophet
بَابُ ذِكْرُ الْعَبَّاسِ بْنِ عَبْدِ الْمُطَّلِبِ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ:
Chapter. The mention of Al-Abbas bin Abdul-Muttalib.
Hadith Number: 3710
حدثنا الحسن بن محمد، حدثنا محمد بن عبد الله الانصاري، حدثني ابي عبد الله بن المثنى، عن ثمامة بن عبد الله بن انس، عن انس رضي الله عنه، ان عمر بن الخطاب كان إذا قحطوا استسقى بالعباس بن عبد المطلب، فقال:" اللهم إنا كنا نتوسل إليك بنبينا صلى الله عليه وسلم فتسقينا , وإنا نتوسل إليك بعم نبينا فاسقنا، قال: فيسقون".
Hum se Hasan bin Muhammad ne bayan kiya, in se Muhammad bin Abdullah Ansari ne bayan kiya, in se Abu Abdullah bin Muthanna ne bayan kiya, in se Thumama bin Abdullah bin Anas ne aur in se Anas Radi Allahu Anhu ne ke Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu qahet ke zamane mein Abbas bin Abdul Muttalib Radi Allahu Anhu ko aage barha kar barish ki dua karate aur kehte ke Ae Allah pehle hum apne Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wa Sallam se barish ki dua karate thay to humein seerabi ata karta tha aur ab hum apne Nabi ke chacha ke zariye barish ki dua karte hain. Is liye humein seerabi ata farma. Rawi ne bayan kiya ke is ke baad khoob barish hui.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة