الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب أَحَادِيثِ الْأَنْبِيَاءِ
The Book of The Stories of The Prophets
بَابُ: {وَإِذْ قَالَتِ الْمَلاَئِكَةُ يَا مَرْيَمُ إِنَّ اللَّهَ اصْطَفَاكِ وَطَهَّرَكِ وَاصْطَفَاكِ عَلَى نِسَاءِ الْعَالَمِينَ}:
Chapter.“And (remember) when the angels said: ‘O Maryam (Mary)! Verily, Allah has chosen you... (up to)... As to which of them should be charged with the care of Maryam (Mary)..." (V.3:42-44)
Hadith Number: Q3432
{يا مريم اقنتي لربك واسجدي واركعي مع الراكعين ذلك من انباء الغيب نوحيه إليك وما كنت لديهم إذ يلقون اقلامهم ايهم يكفل مريم وما كنت لديهم إذ يختصمون} يقال يكفل يضم، كفلها ضمها، مخففة ليس من كفالة الديون وشبهها.
Ae Maryam! Apne Rabb ki ibadat karti reh aur sajda karti reh aur ruku karne walon ke sath ruku karti reh ye (waqiaat) ghaib ki khabron mein se hain jo hum tere upar wahi kar rahe hain aur tu in logon ke pas nahi tha jab wo apne qalam daal rahe thay ke in mein se kaun Maryam ko paalay aur tu na is waqt un ke pas tha jab wo aapas mein ikhtilaf kar rahe thay. «yakfulu» «yazummu» ke maani mein bolte hain yani mila leway. «kaffalaha» yani «zammaha» mila liya (baaz qiratoon mein) takhfeef ke sath hai. Ye wo kafalat hai jo qarzon waghaira mein ki jati hai yani zamanat wo doosra maani hai
Hadith Number: 3432
حدثني احمد بن ابي رجاء، حدثنا النضر، عن هشام، قال: اخبرني ابي، قال: سمعت عبد الله بن جعفر، قال: سمعت عليا رضي الله عنه، يقول: سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقول:" خير نسائها مريم ابنة عمران وخير نسائها خديجة".
Mujh se Ahmad Bin Abi Rajaa ne bayan kiya kaha hum se Nazr ne bayan kiya un se Hisham kaha ke mujhe mere walid ne khabar di kaha ke mein ne Abdullah Bin Jafar se suna kaha ke mein ne Ali (Radi Allahu Anhu) se suna aap ne bayan kiya ke mein ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) farma rahe thay ke Maryam Bint-e-Imran (apne zamana mein) sab se behtareen khatoon thien aur is ummat ki sab se behtareen khatoon Khadija hain (Radi Allahu Anha)
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة