الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِزْيَةِ والموادعہ
The Book of Al-Jizya and The Stoppage of War
بَابُ هَلْ يُعْفَى عَنِ الذِّمِّيِّ إِذَا سَحَرَ:
Chapter. If a Dhimmi practises magic, can he be excused?
Hadith Number: Q3175
وقال ابن وهب اخبرني يونس، عن ابن شهاب سئل اعلى من سحر من اهل العهد قتل، قال: بلغنا ان رسول الله صلى الله عليه وسلم:" قد صنع له ذلك فلم يقتل من صنعه وكان من اهل الكتاب".
Ibn Wahb ne bayan kiya, unhein Yunus ne khabar di ke Ibn Shihab Rahimahullah se kisi ne pucha ke kya agar kisi zimmi ne kisi par jadoo kar diya to ise qatl kar diya jaye? Unhon ne bayan kiya ke ye hadees hum tak pahunchi hai ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) par jadoo kiya gaya tha. Lekin Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne is ki wajah se jadoo karne wale ko qatl nahi karwaya tha aur Aap par jadoo karne wala Ahl-e-Kitab mein se tha
.
.
Hadith Number: 3175
حدثني محمد بن المثنى، حدثنا يحيى، حدثنا هشام، قال: حدثني ابي، عن عائشة ان النبي صلى الله عليه وسلم:" سحر حتى كان يخيل إليه انه صنع شيئا ولم يصنعه".
Mujh se Muhammad Bin Musanna ne bayan kiya, kaha hum se Yahya ne bayan kiya, kaha hum se Hisham ne bayan kiya, kaha ke mujh se mere baap ne bayan kiya aur un se Aisha (Radi Allahu Anha) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) par jadoo kar diya gaya tha. To baaz dafa aisa hota ke Aap samajhte ke mein ne falan kaam kar liya hai. Halanke Aap ne wo kaam na kiya hota
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة