الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِزْيَةِ والموادعہ
The Book of Al-Jizya and The Stoppage of War
بَابُ إِذَا قَالُوا صَبَأْنَا وَلَمْ يُحْسِنُوا أَسْلَمْنَا:
Chapter. If non-Muslims (in war) say:“Saba’na”and could not say“Aslamna”(i.e., we have embraced Islam), (their claim is accepted).
Show diacritics
Hadith Number: Q3173-2
وقال ابن عمر فجعل خالد يقتل، فقال النبي صلى الله عليه وسلم:" ابرا إليك مما صنع خالد، وقال عمر: إذا قال مترس فقد آمنه إن الله يعلم الالسنة كلها، وقال: تكلم لا باس".
Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne kaha Khalid Bin Waleed (Radi Allahu Anhu) ne (Bani Hudba ki jung mein) kafiron ko marna shuru kar diya, halanke wo kehte jate thay. Hum ne deen badal diya, hum ne deen badal diya, Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne jab ye haal suna to farmaya, Ya Allah! Mein to Khalid ke kaam se bezar hoon, aur Umar (Radi Allahu Anhu) ne kaha, kaha jab kisi (Musalman) ne (kisi Farsi aadmi se) kaha ke "matras" mat darr-o to goya us ne ise aman de di, kyunke Allah Ta'ala tamam zabanon ko janta hai aur Umar (Radi Allahu Anhu) ne (Hormuzan se) kaha (jab ise Musalman giraftar kar ke laye) ke jo kuch kehna ho kaho, darr-o mat
.