الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب فَرْضِ الْخُمُسِ
The Book of The Obligations of Khumus
بَابُ مَنْ قَاتَلَ لِلْمَغْنَمِ هَلْ يَنْقُصُ مِنْ أَجْرِهِ:
Chapter. If somebody fights for the sake of booty, will his reward (in the Hereafter) be reduced?
Show diacritics
Hadith Number: 3126
حدثني محمد بن بشار، حدثنا غندر، حدثنا شعبة، عن عمرو، قال: سمعت ابا وائل، قال: حدثنا ابو موسى الاشعري رضي الله عنه، قال: قال اعرابي للنبي صلى الله عليه وسلم: لرجل يقاتل للمغنم، والرجل يقاتل ليذكر، ويقاتل ليرى مكانه من في سبيل الله، فقال:" من قاتل لتكون كلمة الله هي العليا فهو في سبيل الله".
Hum se Muhammad Bin Bashar ne bayan kiya, kaha hum se Ghundar ne bayan kiya, kaha hum se Shuba ne, un se Amr Bin Murrah ne bayan kiya, unhon ne Abu Wail se suna, unhon ne bayan kiya ke hum se Abu Musa Ashari (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke ek aarabi (Lahiq Bin Dhamira Bahili) ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se pucha ek shakhs hai jo ghaneemat hasil karne ke liye Jihad mein shareek hua, ek shakhs hai jo is liye shirkat karta hai ke is ki bahaduri ke charche zabanon par aa jayein, ek shakhs is liye ladta hai ke is ki dhaak baith jaye, to in mein se Allah ke raste mein kaun sa hoga? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke jo shakhs jung mein shirkat is liye kare taake Allah ka kalma (deen) hi buland rahe. Faqat wahi Allah ke raste mein hai
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain