الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْغُسْل
The Book of Ghusl (Washing of the Whole Body)
بَابُ تَخْلِيلِ الشَّعَرِ حَتَّى إِذَا ظَنَّ أَنَّهُ قَدْ أَرْوَى بَشَرَتَهُ أَفَاضَ عَلَيْهِ:
Chapter. To rub the hair thoroughly (while taking a bath) till one feels that one has made his skin wet (underneath the hair) and then one pours water over it.
Show diacritics
Hadith Number: 272
حدثنا عبدان، قال: اخبرنا عبد الله، قال: اخبرنا هشام بن عروة، عن ابيه، عن عائشة، قالت:" كان رسول الله صلى الله عليه وسلم إذا اغتسل من الجنابة غسل يديه وتوضا وضوءه للصلاة، ثم اغتسل، ثم يخلل بيده شعره حتى إذا ظن انه قد اروى بشرته افاض عليه الماء ثلاث مرات، ثم غسل سائر جسده.
Hum se Abdan ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Abdullah ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Hishaam bin ’Urwah ne bayan kiya, unhon ne apne waalid ke hawaale se ke Umm-ul-Mo’mineen Aisha Siddiqah Radhiallahu Anha ne farmaaya ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam janabat ka ghusl karte to pehle apne haathon ko dhote aur Namaz ki tarah Wuzu karte. Phir ghusl karte. Phir apne haathon se baalon ka khilaal karte aur jab yaqeen kar lete ke jism tar ho gaya hai. To teen martaba us par paani bahaate, phir tamaam badan ka ghusl karte.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 273
وقالت: كنت اغتسل انا ورسول الله صلى الله عليه وسلم من إناء واحد نغرف منه جميعا".
Aur Aisha Radhiallahu Anha ne farmaaya ke main aur Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ek bartan mein ghusl karte the. Hum dono us se chullu bhar bhar kar paani lete the.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain