الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ السَّفَرِ بِالْمَصَاحِفِ إِلَى أَرْضِ الْعَدُوِّ:
Chapter. It is disliked for one to travel to a hostile country carrying copies of the Qur’an.
Show diacritics
Hadith Number: Q2990
وكذلك يروى عن محمد بن بشر، عن عبيد الله، عن نافع، عن ابن عمر، عن النبي صلى الله عليه وسلم، وتابعه ابن إسحاق، عن نافع، عن ابن عمر، عن النبي صلى الله عليه وسلم" وقد سافر النبي صلى الله عليه وسلم واصحابه في ارض العدو، وهم يعلمون القرآن".
Aur Muhammad Bin Bishr se isi tarah marwi hai. Wo Ubaidullah se riwayat karte hain, wo Nafi se wo Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) se aur wo Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se aur Ubaidullah ke sath is hadees ko Muhammad Bin Ishaq ne bhi Nafi se, unhon ne Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) se riwayat kiya hai aur khud Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne apne sahaba ke sath dushmanon ke ilaqe mein safar kiya, halanke wo sab hazrat Quran Majeed ke aalim thay
.


Show diacritics
Hadith Number: 2990
حدثنا عبد الله بن مسلمة، عن مالك، عن نافع، عن عبد الله بن عمر رضي الله عنهما، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم" نهى" ان يسافر بالقرآن إلى ارض العدو".
Hum se Abdullah Bin Maslama ne bayan kiya, in se Imam Malik (Rahimahullah) ne, in se Nafi ne aur in se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne dushman ke ilaqe mein Quran Majeed le kar jaane se mana farmaya tha
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain