الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ إِضْمَارِ الْخَيْلِ لِلسَّبْقِ:
Chapter. Idmar (the preparation) of horses for racing.
Hadith Number: 2869
حدثنا احمد بن يونس، حدثنا الليث، عن نافع، عن عبد الله رضي الله عنه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم" سابق بين الخيل التي لم تضمر وكان امدها من الثنية إلى مسجد بني زريق، وان عبد الله بن عمر كان سابق بها"، قال: ابو عبد الله امدا غاية فطال عليهم الامد.
Hum se Ahmad Bin Yunus ne bayan kiya, kaha hum se Laith ne bayan kiya, un se Nafi ne aur un se Abdullah (Radi Allahu Anhuma) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne un ghoron ki dour karayi thi jinhein tayyar nahi kiya gaya tha aur dour ki had Saniyyat-ul-Wada se Masjid-e-Bani Zureeq rakhi thi aur Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne bhi is mein shirkat ki thi. Abu Abdullah ne kaha ke «amda» (hadees mein) had aur intiha ke maani mein hai. (Quran Majeed mein hai) «ftal elyhm alamd» yani "Phir un par lambi muddat guzar gayi" jo isi maani mein hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة