الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْوُضُوءِ
The Book of Wudu (Ablution)
بَابُ دَفْعِ السِّوَاكِ إِلَى الأَكْبَرِ:
Chapter. To give Siwak to the oldest person of the group.
Show diacritics
Hadith Number: 246
وقال عفان: حدثنا صخر بن جويرية، عن نافع، عن ابن عمر، ان النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" اراني اتسوك بسواك فجاءني رجلان احدهما اكبر من الآخر، فناولت السواك الاصغر منهما، فقيل لي: كبر، فدفعته إلى الاكبر منهما"، قال ابو عبد الله: اختصره نعيم، عن ابن المبارك، عن اسامة، عن نافع، عن ابن عمر
Affan ne kaha ke hum se Sakhr bin Juwairiyah ne Nafe’ ke waaste se bayan kiya, woh Ibn-e-Umar Radhiallahu Anhuma se naql karte hain ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya ke main ne dekha ke (khawaab mein) miswaak kar raha hun to mere paas do aadmi aaye. Ek un mein se doosre se bada tha, to main ne chhote ko miswaak de di phir mujh se kaha gaya ke bade ko do. Tab main ne un mein se bade ko di. Abu Abdullah (Imam Bukhari Rahimahullah) kehte hain ke is Hadees ko Nu’aim ne Ibn-ul-Mubarak se, woh Usama se, woh Nafe’ se, unhon ne Ibn-e-Umar Radhiallahu Anhuma se mukhtasar taur par riwayat kiya hai.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain